Tum Darshan Hum Naina Song Lyrics from the movie/album Isi Life Mein. The song Tum Darshan Hum Naina was sung by Udit Narayan. The music was given by Meet Bros Anjjan. The lyrics were Penned by Manoj Muntashir

Tum Darshan Hum Naina Lyrics

(Tum Darshan Hum Naina Rama
Tum Darshan Hum Naina) – 2
Kaushalya Ki Kokh Se Tumne
Janam Liya Hai Aise
Sukh Samridhi Ki Ganga Ko
Mukh Se Janme Jaise
Ganga Janme Jaise
Sarju Ke Tat Jhoom Ke
Gaayein Pal Pal Aaj Badhaayi
Jug Jug Ankhiyaan Tarsi Hai
Tab Ghadi Yeh Pawan Aayi
Mil Gaya Mann Ko Chaina Rama
Tum Darshan Hum Naina
Tum Darshan Hum Naina Rama
Tum Darshan Hum Naina

Hum Jeevan Hain Tum Mukti
Hum Maruthal Tum Jal Ki Dhar
Hum Swarth Ki Boond Hain Rama
Tum Karuna Ka Sindhu Apar – 2
Hum Deepak Tum Jyoti
Hum Santaan Hai Tum Ho Palan Haar
Hum Asha Vishwas Ho Tum
Hum Jhanjhar Hain Tum Jhunkaar
Tum Suraj Hum Raina Rama
Tum Darshan Hum Naina
Tum Darshan Hum Naina Rama
Tum Darshan Hum Naina

Share your thoughts

Tum darshan hum naina, Maine vachan diya bharat maa ko lyrics, Meet bros anjjan, Meet brothers & anjjan, Udit narayan, Hanju neha kakkar lyrics, Rab hove shareeq jeene ke jashan mein, Suno aisha lyrics, Maine vachan diya bharat maa ko, Maine vachan diya bharat maa ko mp3, Suno aisha full song lyrics, Nibahoge maine vachan diya bharat maa, Tere bina lyrics, Saugandh mujhe iss mitti ki lyrics, Ki honda pyaar lyrics, Lyrics (website category), Tasham mein tashan mein