Tum Bhi Raahi Lyrics | Mili (2022) | A.R. Rahman, Shashaa Tirupati

Tum Bhi Raahi Lyrics | Mili (2022) | A.R. Rahman, Shashaa Tirupati

Tum bhi raahi hum bhi raahi
Tum bhi raahi hum bhi raahi
Hum tum bas chalte chale
Hum tum bas chalte chale

Tum bhi raahi hum bhi raahi
Tum bhi raahi hum bhi raahi
Hum tum bas chalte chale
Hum tum bas chalte chale

Jitne bhi hain raste
Denge hazaron mushkilein
Jitne bhi hain raste
Denge hazaron mushkilein

Ab jo bhi ho ab jo bhi ho
Hum tum bas chalte chale

Deewaar aaye toh laut jaao
Aisi na bhool karna
Deewaron se takrate rehna

Deewaar aaye toh laut jaao
Aisi na bhool karna
Deewaron mein darwaaze
Bann jaate hain samjhe na

Tum bhi raahi hum bhi raahi
Hum tum bas chalte chale
Hum tum bas chalte chale.

Movie Mili
Singer A.R. Rahman, Shashaa Tirupati
Director Mathukutty Xavier
Music Composer A.R. Rahman
Lyricist Javed Akhtar
Star Cast Janhvi Kapoor, Sunny Kaushal, Manoj Pahwa, Hasleen Kaur
Label Zee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *