Tum Besahara Ho To Kisi Ka Sahara Bano
Tum Besahara Ho To Kisi Ka Sahara Bano
Tum Ko Apne Aap Hi Sahara Mil Jayega
Kashti Koi Dubati Pahuncha Do Kinare Pe
Tum Ko Apne Aap Hi Kinara Mil Jayega
Tum Besahara Ho To
Hans Kar Jinda Rehna Padta Hai
Apna Dukh Khud Sehna Padta Hai
Rasta Chahe Kitna Lamba Ho
Dariya Ko Toh Behna Padta Hai
Tum Ho Ek Akele To Ruk Mat Jao Chal Niklo
Raste Me Koi Sathi Tumhara Mil Jayega
Tum Besahara Ho To Kisi Ka Sahara Bano
Tum Besahara Ho To
Jiwan To Ek Jaisa Hota Hai
Koi Hansta
Koi Rota Hai
Sabrr Se Jina Asan Hota Hai
Fikr Se Jina Mushkil Hota Hai
Thode Phul Hain Kante Hain Jo Takdir Ne Bante Hain
Hamko Isme Se Hissa Hamara Mil Jayega
Tum Besahara Ho To Kisi Ka Sahara Bano
Tum Besahara Ho To
Tum Besahara Ho Toh Kisi Kaa Sahara Bano - I Song Lyrics from the movie/album Anurodh released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Simple Kapadia. The song Tum Besahara Ho Toh Kisi Kaa Sahara Bano - I was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts