Tum Aji Tum Tum Dil Main Bas Rahe Ho Song Lyrics from the movie/album Mukhda released in the year 2018 starring Satish, Kuldip Kaur. The song Tum Aji Tum Tum Dil Main Bas Rahe Ho was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Roop K Shrey. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri

Tum Aji Tum Tum Dil Main Bas Rahe Ho Lyrics

Tum Aji Tum Tum Aji Tum Tum Dil Me Bas Rahe Ho
Ab Tumse Kya Chhupaye Tum Aji Tum Tum Aji Tum
Tum Aji Tum Tum Aji Tum Tum Dil Me Bas Rahe Ho
Ab Tumse Kya Chhupaye Tum Aji Tum Tum Aji Tum

Agar Hum Na Kah Sakenge Kah Dengi Ye Nigahe
Agar Hum Na Kah Sakenge Kah Dengi Ye Nigahe
Kah Dengi Ye Nigahe Tum Aji Tum Tum Aji Tum
Tum Aji Tum Tum Aji Tum Tum Dil Me Bas Rahe Ho
Ab Tumse Kya Chhupaye Tum Aji Tum

Betabiya Hamari Dekho Nazar Utha Ke
Betabiya Hamari Dekho Nazar Utha Ke
Kyu Bekhabar Bane Ho Kyu Bekhabar Bane Ho
Ek Aag Si Laga Ke Tum Aji Tum Tum Aji Tum
Tum Dil Me Bas Rahe Ho Ab Tumse Kya Chhupaye
Tum Aji Tum

Hasrat Bhari Jawani Fariyad Kar Rahi Hai
Hasrat Bhari Jawani Fariyad Kar Rahi Hai
Ye Berukhi Tumhari Ye Berukhi Tumhari
Barbad Kar Rahi Hai Tum Aji Tum Tum Aji Tum
Tum Dil Me Bas Rahe Ho Ab Tumse Kya Chhupaye
Tum Aji Tum

Kyu Chhupke Ro Rahe Ho Mera Kasur Kya Hai
Kyu Chhupke Ro Rahe Ho Mera Kasur Kya Hai
Itna Hume Bata Do Itna Hume Bata Do
Kis Dosh Ki Saza Hai Tum Aji Tum
Tum Aji Tum Tum Dil Me Bas Rahe Ho
Ab Tumse Kya Chhupaye Tum Aji Tum

Share your thoughts

Asha bhosle, Asha bhosle songs, Are ja re hat natkhat with lyrics, Lyrics of hindi songs, Bhosle, Asha bhosle romantic songs, Song lyrics, Hits of asha bhosle romantic songs, Mere dil mein aaj kya hai with lyrics, Kishore kumar & asha bhosle, Asha bhosle hits, Are ja re hat natkhat asha bhosle & mahendra kapoor, Asha bhosle & mahendra kapoor are ja re hat natkhat, Hits of asha bhosle, Asha bhosle hit songs, Are ja re hat natkhat lyrics in english, Best of asha bhosle songs