Tum Aaye Zindagi Mein Song Lyrics from the movie/album Soorma Bhopali released in the year 2016 starring Jagdeep, Amitabh Bachchan. The song Tum Aaye Zindagi Mein was sung by Alka Yagnik, Dilraj Kaur. This movie/album was directed by Jagdeep. The music was given by Dilip Sen, Sameer Sen. The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tum Aaye Zindagi Mein Lyrics

Aaja Aaja Aaja Aaja
Aa Bhi Ja Aa Bhi Ja

Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya
Chand Sitare Nach Uthe Hai
Sara Jaha Jagmagaya
Chand Sitare Nach Uthe Hai
Sara Jaha Jagmagaya
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya

Ye Rate Jawani Ki Haye
Jeene Nahi Deti
Or Dil Ki Umange Bhi
Bas Mein Nahi Rahti
Mitha Mitha Dard Sa
Dil Mein Rahta Hai Dil Rat
Kab Aaoge Sajan Leke Barat
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya

Dekha Nahi Hoga Haye Aisa Hasi Koi
Tumse Hazaro Hai Hamsa Nahi Koi
Pachtaoge Hath Maloge
Khoke Hamara Pyar
Dil Rakhna Bhi Aata Nahi Hai
Aapko To Dildar
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya

Aisa Na Ho Humko Haye Aur Koi Le Jaye
Hatho Ko Malta Hi Tu Na Kahi Rah Jaye
Anjane Ho Deewane Ho
Ya Ho Tum Masum
Kitne Dilo Mein Meri Jagah
Hai Tumko Nahi Malum
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya
Tum Aaye Zindagi Mein Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya
Chand Sitare Nach Uthe Hai
Sara Jaha Jagmagaya
Chand Sitare Nach Uthe Hai
Sara Jaha Jagmagaya
Tum Aaye Zindagi Me Pyar Aaya
Ranginiya Hazar Sath Laya.

Share your thoughts

Amitabh bachchan songs, Soorma bhopali full movie, Soorma bhopali movie songs, Tum aaye zindagi mein, Tum aaye zindagi me song, Alka yagnik songs, Dilraj kaur songs, Bhopali, Zindagi, Soorma, Baadal sataye song, Madhu malhotra songs, Taat ka parda song, Tambakoo nahi hai song, Mehroo ki rustam se song, Bollywood classical songs, Aaye, Hindi songs, Rekha movies, Old hindi songs, Tseries oldisgold, Me, Tum, Yt:stretch=16:9