Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho
Meri yeh dastan
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Ye dil bole ki ab na mile
Tujhse chhutkara
Hai mujhme nasha aisa chada
Chadta jo para
Tha mann mera ya tann mera ab tak banjara
Ki teri hi banhon mein maine sab hai wara
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho
Meri yeh dastan
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Badalne lagi hai saansein meri ab angaro mein
Ki tujhse hi sajne lagi main singaro mein
Lo dhoob rahi hoon main sapno ke majdharo mein
Ki raat din hai mere ab gulzaron mein
Iss seenein se udd gaya jaake tujhse jud gaya
Tujhse se suru hai tujhpe khatam ho
Meri yeh dastan
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai
Sayda mere pyar ki ye azmaish hai
Tukda tukda tut jaane ki khwahish hai

