Tujhko Mein Lyrics | 1920 London | Sharman Joshi, Meera Chopra | Shaan | Sharib-Toshi

Tujko mein ankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho suba

Tujko mein ankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekhun
Tere bina na ho suba

Duniya tu meri
Tuj bin main hoon bewaja
Rehta hoon tujme
Ehsas toh kar zara

Tujhko mein aankon mein chupa loon
Main chahun jab dekoon
Tere bina na ho subah

Dekhun kabhi na main kwab aisa
Jisme tu na ho kasam se ba khuda
Shamil hai mujme tu iss tarah se
Honton pe jaise rahe koi dua

Tujko mein ankhon mein chupa loon
Main chahun jab dekun
Tere bina na ho subah (2 times)

Palkon ka meri tu hai sitaara
Tujme basa hai ye dil, ye ruh, ye jaan
Tune labon se jo chu liya toh
Main jee utha hoon yakeen kar mera

Tujko mein aankon mein chupa loon
Main chahun jab dekun
Tere bina na ho subah (2 times)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *