Tujhko Hi Dhulhan Song Lyrics from the movie/album Chalo Ishq Ladaaye released in the year 2015 starring Govinda, Rani Mukerji. The song Tujhko Hi Dhulhan was sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. This movie/album was directed by Aziz Sejawal. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Tujhko Hi Dhulhan Lyrics

Mehndi Hai Mehndi
Mehndi Hai Mehndi
Mehndi Hai Mehndi
Mehndi Hai Mehndi
Sharma Naa Aise Banno Re
Abb Jana Hai Ghar Tuhjko Sajan Ke
Chale Gaye Ham Bhi Tere Sang
Tere Dahej Me Tere Ghar Sajan Ke
Tujhko Hi Tujhko Hi
Tujhko Hi Dulhan Banaonga
Tujhko Hi Dulhan Banaunga
Warna Kunwara Mar Jaonga
Tujhko Hi Dulhan Banaunga
Warna Kunwara Mar Jaonga
Jake Jogan Ban Jaungi Sang
Tere Me Naa Aaungi
Sab Se Me Yeh Keh Jaungi
Tujhko Naa Dula Banaungi
Tujhko Naa Dula Banaungi
Chahe Kunwari Mar Jaungi
Tujhko Naa Dula Banaungi
Chahe Kunwari Mar Jaungi
Tere Liye Launga Bindiya
Chand Sitaro Ki
Tere Liye Launga Bindiya
Chand Sitaro Ki
Pehnaunga Chunar Mai
Tujhko Nayi Baharo Ki
Are Jaa Re Kunware
Mujhpe Dore Too Dal Naa Aise
Mere Aage Pichhe Firte Hai
Tere Jaise Nakhre Naa Kar
Divani Abb Man Bhi Jaa Rani
Naa Banegi Teri Kahani
Chal Chhod De Yeh Manmani
Tujhko Hi Chala Behnaunga
Tujhko Hi Chala Behnaunga
Warna Kunwara Mar Jaunga
Jake Jogan Ban Jaungi Sang
Tere Me Naa Aaungi
Sab Se Me Yeh Keh Jaungi
Tujhko Naa Dula Banaungi
Tujhko Naa Dula Banaungi
Chahe Kunwari Mar Jaungi
Shadi Wadi Ke Chakkar
Me Mujhe Nahi Padna
Shadi Wadi Ke Chakkar
Me Mujhe Nahi Padna
Char Diwaro Me Gut Gut
Ke Mujhe Nahi Marna
Khuli Hawaon Ki Me
Tujhko Ser Karaunga
Honey Moon Me London
Paris Tujhe Gumanunga
Chikni Chikni Bato Me
Aaon Naa Tere Hato Me
Mujhko Jo Takraye Gi
Too Bad Me Pachtayegi
Naa Sej Teri Sajaungi
Naa Sej Teri Sajaungi
Chahe Kunwari Mar Jaungi
Bin Tere Naa Ji Paonga Bin
Tere Naa Mar Paunga
Sab Se Me Yeh Keh Jaunga
Tujhko Naa Dulhan Banaunga
Warna Kunwara Mar Jaunga
Yeh Jid Chhod De Nata Jod De
Rab Kaa Nam Le Daman Tham Le
Man Bhi Le Too Mera Kehna
Sath Tere Naa Mujhko Rehna
Kab Doli Barat Me Lau Kaise
Tujhko Me Samjau
Kya Tune Yeh Soch Liya Hai Han
Maine Yeh Soch Liya Hai
Yaro Zeher Ki Pudiya Lao
Yeh Pagal Hai Isse Bachao
Tere Bina Mujhko Nahi Jina
Karna Aisi Khata Kabhi Naa
Mujhko Abb Yeh Zeher Hai
Pina Sach Me Dil Muhjko Nahi Sina
Chhod Ke Duniya Chala Mai Chala
Chhod Ke Duniya Chala Mai Chala
Chhod Ke Duniya Chala Mai Chala
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lagata Iski Jan Gayi Re
Lo Mai Man Gayi Re
Lo Mai Man Gayi Re
Tere Pyar Ko Mai Pehchan Gayi
Tujhko Hi Dula Banaungi
Tujhse Hi Shadi Rachaungi
Warna Kuwari Mar Jaungi
Tujhko Hi Dula Banaungi
Warna Kunwari Mar Jaungi
Chalo Ishk Ladaye
Chalo Ishk Ladaye
Chalo Ishk Ladaye.

Share your thoughts

Himesh reshammiya, Chalo ishq ladaaye song, Himesh reshammiya songs, Alka yagnik songs, Tujhko hi dulhan banaonga full song hd, Tujhko hi dulhan banaunga, Alka yagnik, Chalo ishq ladaaye, Govinda dance, Tujhko hi dulhan banaonga, Sonu nigam, Govinda movies, Sonu nigams hits songs, Govinda dancing, Govinda comedy scenes, Govinda songs, Chalo ishq ladaaye movie, Chalo ishq ladaaye dance, Tujhko hi dulhan banaunga dance, Govinda, Sonu nigam songs, Chalo ishq ladai song