Tujhe Main Pyaar Karu Lyrics  | 1920 | Adah Sharma, Rajneesh Duggal | Kailash Kher | Adnan Sami

Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Dilon ki baat nahi jaanate, yeh sab jubaan waale
Wafa ko jurm samajhate hai yeh sab jahaan waale
Agar yeh jurm hai toh yeh jurm baar baar karu
Ke jab talak main jiyu, tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Teri khushi na ho shaamil toh phir khushi kya hai
Tere bagair jo gujare woh jindagi kya hai
Kayi sadi mein tere pyaar pe nisaar karu
Ke jab talak main jiyu tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu – (2)
Ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
Tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *