Tujhe Dekhne Ko Song Lyrics from the movie/album Abodh released in the year 2016 starring Madhuri Dixit, Tapas Paul. The song Tujhe Dekhne Ko was sung by Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Hiren Nag. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Tujhe Dekhne Ko Lyrics

Tujhe Dekhne Ko Tarasti Hai Aankhe
Ye Dil Teri Yado Mein Duba Huya Hai
To Phir Kon Ye Darmiya Aa Gaya Hai
Hume Pas Aane Se Jo Rokata Hai
Tujhe Dekhne Ko Tarasti Hai Aankhe
Ye Dil Teri Yado Mein Duba Huya Hai

Ajab Kasmokas Hai, Ajab Meri Halat
Ke Dil Mein Mahobat,
Jahan Mein Hai Nafarat
Yaki Ji Raha Hai, Baham Pal Rahe Hai
Diya Bhuj Rahe Hai, Diye Jal Rahe Hai
Mahobat Mein Nafarat Mein
Rishta Ye Kya Hai
Hume Pas Aane Se Jo Rokata Hai
Tujhe Dekhne Ko Tarasti Hai Aankhe
Ye Dil Teri Yado Mein Duba Huya Hai

Tujhe Ger Samjhu To
Main Samjhu Kase
Par Apne Bhi Hote Hai Kya Tere Jaise
Main Tujh Tak Na Pahucha,
Tu Mujh Tak Na Aayi
Natija Jalan Dard Aansu Judayi,
Teri Berukhi Ne Sitam Wo Kiya Hai
Hume Pas Aane Se Jo Rokata Hai
Tujhe Dekhne Ko Tarasti Hai Aankhe
Ye Dil Teri Yado Mein Duba Huya Hai
To Phir Kon Ye Darmiya Aa Gaya Hai
Hume Pas Aane Se Jo Rokata Hai
Tujhe Dekhne Ko Tarasti Hai Aankhe
Ye Dil Teri Yado Mein Duba Huya Hai.

Share your thoughts

Madhuri dixit, Ravindra, Abodh madhuri dixit, Abodh, Madhuri, Madhuri dixit movies, Madhuri dixit first movie, Madhuri dixit hot, Madhuri dixit songs, Dixit, Ek adhuri kahani lyrics, Ravindra jain, Madhuri in jhalak, Suresh, Wadkar, Abodh full movie parts movie, Tapas paul, Ek adhuri kahani in hindi, Abodh full movie, Ek adhuri kahani full movie, Ek adhuri kahani pawandeep, Dekhne, Ek adhuri prem kahani, Ek adhuri kahani movie, Ek adhuri kahani serial