Tu Pyaar Kare Yaa Thukaraae, Ham To Hain Tere Divaanon Men Song Lyrics from the movie/album Dekh Kabira Roya released in the year 2018 starring Anoop Kumar, Anita Guha. The song Tu Pyaar Kare Yaa Thukaraae, Ham To Hain Tere Divaanon Men was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Amiya Chakraborty. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Tu Pyaar Kare Yaa Thukaraae, Ham To Hain Tere Divaanon Men Lyrics

Na Gila Hoga Na Shikwa Na Shikayat Hogi
Araj Hain Chhoti Si
Sunlo To Inayat Hogi

Tu Pyar Kare Ya Thukraye
Hum To Hain Tere Diwano Me
Chahe Tu Hume Apna Na Bana
Lekin Na Samajh Begano Me

Marne Se Hume Inkaar Nahi
Jeete Hain Magar Ek Hasrat Me
Marne Se Hume Inkaar Nahi
Jeete Hain Magar Ek Hasrat Me
Bhule Se Humara Naam Kabhi
Aa Jaye Tere Afsano Me
Tu Pyar Kare Ya Thukraye
Hum To Hain Tere Diwano Me

Milte Hain Magar Haule Haule
Jalte Hain Magar Ek Baar Nahi
Milte Hain Magar Haule Haule
Jalte Hain Magar Ek Baar Nahi
Hum Shama Ka Sina Rakhte Hain
Rahte Hain Magar Parwano Me
Hum Shama Ka Sina Rakhte Hain
Rahte Hain Magar Parwano Me
Tu Pyar Kare Ya Thukraye
Hum To Hain Tere Diwano Me

Share your thoughts

Madan mohan, Dekh kabira roya, Lata mangeshkar, Tu pyaar kare ya, Flute in (musical album)