Tu Nahin To Zindagi Main Aur Kya Rah Jaayegaa Lyrics | Arth | Chitra Singh | Kuldeep Singh

Tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega

Dur tak tanhaiyo ka
Dur tak tanhaiyo ka
Silasila rah jayega
Tu nahi to

Dard ki sari tahe aur sare guzare hadase

Sab dhuan ho jayege ek vaqiya reh jayega
Tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega
Tu nahi to

Yu bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar

Ye bhi hoga khud usi mai ek khala rah jayega
Tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega
Tu nahi to

Dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya
Dayare inkar ke ikarar ki sarghoshiya
Ye agar tute kabhi to fasala rah jayega
Tu nahi to zindagi mai aur kya rah jayega
Tu nahi to

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *