Tu Mujhe Sunaa Main Song Lyrics from the movie/album Chandni released in the year 2016 starring Sridevi, Rishi Kapoor. The song Tu Mujhe Sunaa Main was sung by Nitin Mukesh Chand Mathur, Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Yash Chopra. The music was given by Hariprasad Chaurasia, Shivkumar Sharma. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tu Mujhe Sunaa Main Lyrics

Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani
Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani

Rahti Hai Khamosh Sada
Bas Ek Paheli Si Wo
Hardam Mere Saath
Magar Lagti Hai Akeli Si Wo
Ek Hi Baat Mein Kar Jaati Hai
Wo Kitni Hi Baaten
Uski Baaten Khatam Na Hon
Dhal Jaayen Lambi Raaten
Kabhi Kabhi Lagti Hai Apni
Kabhi Kabhi Begaani
Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani

Mere Dil Mein Bajte Hain
Uski Yaado Ke Ghungharoo
Usko Dekha To Main Jaana
Kya Hota Hai Jaadoo
Angadaai Wo Leti Hai
Dil Mera Dhadak Jata Hai
Uske Phool Badan Se Ik
Sholaa Saa Lapak Jata Hai
Wo Chhoo Le To Aag Lage
Jal Jaaye Yaar Ye Paani
Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani

Door Se Usko Dekh Ke
Dil Ki Pyaas Bujhaa Leta Hun
Sapnon Mein Usko Main
Apne Paas Bulaa Leta Hun
Tere Dil Mein Apne Dil Ki
Aag Lagaa Deta Hun
Aur Na Kuchh Tu Puchh Main
Uska Naam Bata Deta Dun
Naam Bata Deta Hun
Uska Naam Bata Deta Hun
Ek Naam Hai Pyaar Usi Ka
Dusra Naam Jawaani
Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani
Tu Mujhe Sunaa Main Tujhe
Sunaau Apni Prem Kahaani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani
Kaun Hai Wo Kaisi Hai Wo
Tere Sapnon Ki Raani.

Share your thoughts

Mukesh kumar, Bhajan singer in mumbai, Kumar satyam ghazal, Kumar satyam, Kumar satyamm, Harmonium lessons, Harmonium player, Pankaj udhas ghazals, Lajjate gam badha dijiye, Ghazal singer, Dhun, Bhajans, Famous bhajans, Gulam ali ghazals, Anup jalota ghazals, Famous ghazals of anup jalota, ???? ?? ???????? || kanch ki chudiyan ||waqya qawwali || kumar satyamm live in concert begusarai, Sufi songs, Waqia qawali