Tu Mera Meherbaan Lyrics  | Junoon | Rahul Roy, Avinash Wadhawan | Kavita Paudwal | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Tu Mera Meherbaan Lyrics | Junoon | Rahul Roy, Avinash Wadhawan | Kavita Paudwal | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Yeh jaan gaye sab
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan,
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Eh jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan,
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye sab

Pyaasi raat din tadapu tere bin
Door na ja abb dilruba
Kya hai bebasi kyun hain berukhi
Aa zara tu mere paas aa
Mere sanam teri kasam
Raaj-e-dil mujhako bata
Dhadkano ki jubaan jaan gaye sab
Dhadkano ki jubaan jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye sab

Ho raat chaandani chhede raagini
Baahon mein mujhe thaam le
Kya haseen sama hum bhi hain
Jawaana husn ka mere naam le
Jeene na de yeh bekhudi
Betaabiyaan na badha
Pyaar ki daastaan jaan gaye sab
Pyaar ki daastaan jaan gaye sab
Main bhi hoon teri jaan
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye sab
Tu mera meherbaan
Yeh jaan gaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *