Tu Mera Kuch Bhi Nahi Song Lyrics from the movie/album Ek Din released in the year 2016 starring Kavita Seth. The song Tu Mera Kuch Bhi Nahi was sung by Kavita Seth. This movie/album was directed by Dhiren S Vaje. The music was given by Jagdish Prakash. The lyrics were Penned by Jagdish Prakash. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Tu Mera Kuch Bhi Nahi Lyrics

Tu Mera Kuch Bhi Nahi
Hai Magar Aisa Kyun Hai
Tu Mera Kuch Bhi Nahi
Hai Magar Aisa Kyun Hai
Ek Yakeen Sadiyon Ki
Pehchaan Lagta Kyun Hai

Kyun Tere Naal Se
Tufan Rava Hote Hai
Dil Ke Jazbaat Bhi
Mehtab Aiyaa Hote Hai
Is Liye Der Talak
Raat Ki Tanhaai Main
Meri Palko Pe Tere
Khawab Jawa Hote Hai
Tu Mera Kuch Bhi Nahi
Hai Magar Aisa Kyun Hai

Bheeni Khusaboo Ke Mehal
Dil Main Ubhar Aate Hai
Rango Bugar Ki Mundero
Pe Utar Aate Hai
Jaise Gaati Ho Vazal
Baad Saba Hole Se
Jab Teri Yaad Ke Ashq
Nikhar Aate Hai
Tu Mera Kuch Bhi Nahi
Hai Magar Aisa Kyun Hai

Mujha Ko Maloom Nahi
Dil Ki Ye Haalat Kyun Hai
Jo Nahi Bair Liye Usaki
Ye Chaahat Kyun Hai
Woh Jagaah Jisa Pai Andhero
Ke Shivay Kucha Bhi Nahi
Us Jagah Ruk Key Panaah
Hone Main Rahaat Kyun Hai
Tu Mera Kuch Bhi Nahi
Hai Magar Aisa Kyun Hai
Ek Yakeen Sadiyon Ki
Pehchaan Lagta Kyun Hai

Aur Bas Tumse Lipat
Jaane Ko Siri Ehsaas
Har Ghadi Mere Khayalo
Main Mehekta Kyun Hai
Hmm Hm Hmm..
Magar Aisa Kyun Hai.

Share your thoughts

Kavita sheth, Kavita joshi sonotek, Kavita joshi, Sonotek kavita joshi, Yogi kavita, Mere rang mein rangne wali with lyrics, Avika gor, Jay benedict bullet prakash, Dil ke tukde tukde karke lyrics, Lyrics of dil ke tukde tukde karke, Babu rao mast hai lyrics, Prakash raj, Baitho kabhi sath mere, Vijay prakash, Baatein karo lyrics, Om prakash comedian, Om prakash comedy video, Om prakash, Om prakash comedy, Prakash alex songs, Om prakash comedy 2020