Tu Kya Pyar Karega Pyar Maine Kiya Lyrics | Sahibaan | Anuradha Paudwal | Shiv Hari

Tu Kya Pyar Karega Pyar Maine Kiya Lyrics | Sahibaan | Anuradha Paudwal | Shiv Hari

Ja bekadra oye bedarda
Ja bekadra oye bedarda oye bekhabara
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya

Prit nahi kal parso ki
Pyas hai athrah barso ki
Prit nahi kal parso ki
Pyas hai athrah barso ki
Aaj gila ye pehli bar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya

Ek roz tera dil dolega
Do bol tu mithe bolega
Ek roz tera dil dolega
Do bol tu mithe bolega
Tera kitna intzar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya

Hotho pe tere chup ke tale
Hatho pe mere dard ke chhale
Hotho pe tere chup ke tale
Hatho pe mere dard ke chhale
Pyar me gussa pehli bar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya

Tu kuch bhi kah le kahne ko
Is dil me tere rahne ko
Tu kuch bhi kah le kahne ko
Is dil me tere rahne ko
Chhota sa ek ghar taiyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Tu kya pyar karega pyar maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya
Aag ke is dariya ko par maine kiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *