Tu Kuja, Man Kuja Lyrics | Highway | Sunidhi Chauhan | A R Rahman

Tu Kuja, Man Kuja Lyrics | Highway | Sunidhi Chauhan | A R Rahman

Tu kuja man kuja
Tu kuja man kuja
Tu kaha me kaha
Tu kaha me kaha
Kripa drishti mujhpe bhi ho maharaja
Anginat chintaao ne ghera
Aastha hai jo vyatha hai
Woh harega tu
Sun meri bhi
Koi na mera
Tu kuja man kuja
Tu kuja man kuja
Tu kaha me kaha
Tu kaha me kaha

Hain bhay bhayankar path me kankar
Maharaja
Mujh adham se kyun tune mukh phera
Me dharatal se pukaru
Haath de apna
Sun meri bhi
Koi na mera
Nirdhano ka dhir tu hai
Nirbalo ka bal
Sun meri bhi
Koi na mera o
Me jagat me lapata
Mera tu pata
Me kaha
Batla
Me ekaaki
De daya ki bhikh raja
Hai adhar me
Shwaas bhi mera
Tu kuja man kuja
Tu kuja man kuja
Tu kaha me kaha
Tu kaha me kaha

Me kaha kaha
Me kaha kaha
Ghanghor hain andhiyaare
Sab ruthe hain ujiyare
Tan tute
Man hare
Tan tute
Man hare
Kismat ke dube taare
Koi kiran dikhlaa re
Hain sune path saare
Hain sune path saare
Me ekaaki
De daya ki bhikh raja
Kya tujhe aabhaas bhi mera
Tu kuja man kuja
Tu kuja man kuja
Tu kaha me kaha
Tu kaha me kaha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *