Tu Jo Hans Hans Ke Song Lyrics from the movie/album Raja Bhaiya released in the year 2016 starring Govinda, Aarti Chabria. The song Tu Jo Hans Hans Ke was sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. This movie/album was directed by Raman Kumar. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Tu Jo Hans Hans Ke Lyrics

Tu Jo Hans Hans Ke Sanam
Mujhse Baat Karti Hai
Tu Jo Hans Hans Ke
Sanam Mujhse Baat Karti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai
Teri Chaahat Jo Mere
Saath Saath Chalti Hai
Teri Chaahat Jo Mere
Saath Saath Chalti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai

Maine Ek Baar Nahin
Baar Baar Dekha Hai
Tere Haathon Mein
Mere Pyaar Ki Jo Rekha Hai
Maine Ek Baar Nahin
Baar Baar Dekha Hai
Tere Haathon Mein Mere
Pyaar Ki Jo Rekha Hai
Teri Khushboo Meri
Saanson Mein Jo Mehekti Hai
Teri Khushboo Meri
Saanson Mein Jo Mehekti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai

Mere Hamdard Tu
Samjha De Dil Deewane Ko
Har Bhali Cheez Buri
Lagti Hai Zamane Ko
Mere Hamdard Tu
Samjha De Dil Deewane Ko
Har Bhali Cheez Buri
Lagti Hai Zamane Ko
Meri Rag Rag Mein Wafaa
Banke Lahoo Behti Hai
Meri Rag Rag Mein Wafaa
Banke Lahoo Behti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamane
Ko Buri Lagti Hai

Main Tere Khwaab Sajata
Hoon Apni Aankhon Mein
Naam Aa Jata Hai Tera
Meri Har Baaton Mein
Main Tere Khwaab Sajata
Hoon Apni Aankhon Mein
Naam Aa Jata Hai Tera
Meri Har Baaton Mein
Teri Taarif Mere Lab Se
Jo Nikalti Hai
Teri Taarif Mere Lab Se
Jo Nikalti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane
Ko Buri Lagti Hai
Tu Jo Hans Hans Ke
Sanam Mujhse Baat Karti Hai
Teri Chaahat Jo Mere
Saath Saath Chalti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane
Ko Buri Lagti Hai
Bas Yahi Baat Zamaane
Ko Buri Lagti Hai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kavita krishnamurthy, Raja bhaiya, Udit narayan, Aarti chabria, Tu jo hans hans ke sanam udit narayan, Tu jo hans hans ke raja bhaiya, Udit narayan romantic song, Raja bhaiya movie songs, Udit narayan 90's song, Govinda, Tu jo hans hans ke sanam mujhse baat karti hai, Tu jo hans hans ke sanam lyrics, Govinda movie, Tu jo hans hans ke udit narayan super hit hindi song, Tu jo hans hans ke udit narayan kavita krishnamurrthy super hit hindi song, Raja bhaiya -2003