Tu Ja Raha Hai To Song Lyrics from the movie/album Mahek released in the year 2016 starring Pankaj Udhas. The song Tu Ja Raha Hai To was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tu Ja Raha Hai To Lyrics

Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To

Nazar Ke Charche Gharo Ki Kahaniya Bhi Samet
Nazar Ke Charche Gharo Ki Kahaniya Bhi Samet
Gali Mein Ghoonjati Rushwaiya Bhi Leta Jaa
Gali Mein Ghoonjati Rushwaiya Bhi Leta Jaa
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To

Gayi Ruto Ka Har Ek Lamha Mujh Ko Lauta De
Gayi Ruto Ka Har Ek Lamha Mujh Ko Lauta De
Phir Apni Yaado Ki Purawaiya Bhi Leta Jaa
Phir Apni Yaado Ki Purawaiya Bhi Leta Jaa
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To

Kabhi Jo Tut Ke Barsi Thi Mere Baahon Mein
Kabhi Jo Tut Ke Barsi Thi Mere Baahon Mein
Jo Ho Sake To Woh Angdaiya Bhi Leta Jaa
Jo Ho Sake To Woh Angdaiya Bhi Leta Jaa
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Jaa
Tu Ja Raha Hai To.

Share your thoughts

Mahek pankaj udhas, Hit ghazals pankaj udhas, Pankaj udhas album songs, Pankaj udhas video songs, Pankaj udhas (film actor), Chupke chupke pankaj udhas, Pankaj udhas chupke chupke hd, Pankaj, Udhas, Mahek, Mehek, Khali khali dil lyrics, Lyrics khali khali dil, Pankaj thakur, Saaya bankar saath chalenge, Kabutar ki kahani, Kabootar ki kahani, Kahani, Jadui ganesh ji ki kahani, Raja bharthari lok katha, Khali khali dil, Jadui kahani, Lates kahani, Teen ped ki kahani