Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Ja
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To
Nazar Ke Charche
Gharo Ki Kahaniya Bhi Samet
Nazar Ke Charche
Gharo Ki Kahaniya Bhi Samet
Gali Mein Gunjti Rushwaiya Bhi Leta Ja
Gali Mein Gunjti Rushwaiya Bhi Leta Ja
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To
Gayi Ruto Ka Har Ek Lamha Mujhko Lauta De
Gayi Ruto Ka Har Ek Lamha Mujhko Lauta De
Phir Apni Yaado Ki Purawaiya Bhi Leta Ja
Phir Apni Yaado Ki Purawaiya Bhi Leta Ja
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To
Kabhi Jo Tut Ke Barsi Thi Mere Baahon Mein
Kabhi Jo Tut Ke Barsi Thi Mere Baahon Mein
Jo Ho Sake To Angdaiya Bhi Leta Ja
Jo Ho Sake To Angdaiya Bhi Leta Ja
Ye Taalukat Ki Parchhaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To Tanhaaiya Bhi Leta Ja
Tu Ja Raha Hai To
Tu Ja Raha Hai Song Lyrics from the movie/album Mahek (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Tu Ja Raha Hai was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The lyrics were Penned by Zameer Kazmi
Share your thoughts