Tu Hai Sola Song Lyrics from the movie/album Jeena Sirf Merre Liye released in the year 2015 starring Tusshar Kapoor, Kareena Kapoor. The song Tu Hai Sola was sung by Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy. This movie/album was directed by Talat Jani. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Puja Music

Tu Hai Sola Lyrics

Sweetheart!
O Tu Hai Solaah Satraah Saal Ki
Par Ladki Hai Kamaal Ki
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya Haai
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya

O Tu Hai Satraah Atraah Saal Ka
Par Ladka Hai Kamaal Ka
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya Haai
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya

Teri Madhosh Yeh
Aankhen Teri Mastaani Ada
Dekhte Hi Sanam Tujhko
Ho Gaya Tujhpe Fida

Teri Deewaangi Dekhi To
Main Bhi Khone Lagi
Mere Mehboob Jaaneman
Teri Main Hone Lagi

Kya Hai Rangat Gore Gaal Ki
Par Ladki Hai Kamaal Ki
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya Haai
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya

O Tu Hai Satraah Atraah Saal Ka
Par Ladka Hai Kamaal Ka
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya Haai
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya
Tere Jaisa Kahin Koi Nahin
Hoga Zamaane Mein
Tera Hi Naam Aayega Mere
Har Ek Fasaane Mein

Meri Yaadon Ki Angdaai
Mere Khwaabon Ki Kali
Churaake Chain Chori Se
Kahan Laheraake Chali

Tu Deewaana Meri Chaal Ka
Par Ladka Hai Kamaal Ka
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya Haai
Mere Dil Pe Tu Chha Gaya

Tu Hai Solaah Satraah Saal Ki
Par Ladki Hai Kamaal Ki
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya Haai
Tujhpe Yeh Dil Aa Gaya.

Share your thoughts

Tusshar kapoor, Kareena kapoor, Kareena kapoor songs, Tusshar kapoor songs, Tusshar kapoor all songs, Abhijeet bhattacharya kavita krishnamurti, Jeena sirf merre liye full movie, Jeena sirf merre liye, Kareena kapoor all songs, Kavita krishnamurthy, Abhijeet bhattacharya, Jeena sirf merre liye movie song, Nadeem shravan, Nadeem shravan songs, Shravan rathod, Jeena sirf mere liye, Nadeem saifi, Shahid kapoor, Shahid kapoor songs, Jeena sirf mere liye movie