Tu Accha Lagta Hain Song Lyrics from the movie/album Nayak: The Real Hero released in the year 2016 starring Anil Kapoor, Rani Mukerji. The song Tu Accha Lagta Hain was sung by Hariharan, Kavita Krishnamurthy. This movie/album was directed by S. Shankar. The music was given by A.R. Rahman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tu Accha Lagta Hain Lyrics

Jaisa Bhi Hai Tu Mujhko
Haay Achcha Lagta Hai
Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Khatti Lagti Hai
Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Khatti Lagti Hai
Jaisi Bhi Hai Tu Mujhko
Haay Achchi Lagth Hai
Kabhi Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Kabhi Khatti Lagti Hai
Kabhi Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Jaisi Bhi Hai Tu Mujhko
Haay Achchi Lagth Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai Haay

Kabhi Main Yeh Sochun
Chuke Tujhe Dekhu
Sachch Hai Ya Koyi Sapna
Kabhi Main Yeh Sochun
Chuke Tujhe Dekhu
Sachch Hai Ya Koyi Sapna
Sachch Ho Ki Sapna Ho
Main Tera Apna Hoon
Oh Sanam Teri Kasam
Mera Aitbaar Tu Kar Le
Main Barkha Tu Badal
Meri Aankhon Ka Kajal
Tu Jahan Main Bhi Wahan
Teri Jaan Mein Meri Jaan Tu
Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Khatti Lagti Hai
Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Jaisa Bhi Hai Tu Mujhko
Haay Achcha Lagta Hai

Kabhi Lage Morni Si
Kabhi Lage Chorni Si
Tujhko Pukaru Kis Naam Se
Uh Kar De Tu Ek Ishara
Mein Daudi Aaoon Yaara
Chaaon Dhoop Mera Rang
Roop Tere Pyar Se Hai Juda
Aa Sab Ko Chhod Ke Aaja
Har Bandhan Tod Ke Aaja
Saath Saath Rahe Sang
Sang Ek Doosre Ke Dil Mein
Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Khatti Lagti Hai
Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Jaisa Bhi Hai Tu Mujhko
Haay Achcha Lagta Hai
Kabhi Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Kabhi Khatti Lagti Hai
Kabhi Kabhi Meethi Lagti Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai
Kabhi Kabhi Sachcha Lagtha Hai
Kabhi Kabhi Jhoota Lagta Hai Haay.

Share your thoughts

Kavita krishnamurthy, Tu accha lagta hain, Tu accha lagta hai song, Tu accha lagta hai, Tu accha lagta hai nayak song, Anil kapoor, Karishma kapoor songs, Roop suhana lagta hai with english lyrics, Roop suhana lagta hai with hindi lyrics, Kabhi meethi lagti hai kabhi meethi lagti hai lyrics, A.r. rahman, Nayak anil kapoor interview amrish puri, Roop suhana lagta hai with lyrics, Nayak, Nayak movie songs, Roop suhana lagta hai lyrics, Tu accha lagta ha anil kaoor song