Tore Bina Nahi Laage Song Lyrics from the movie/album Generations-2008. The song Tore Bina Nahi Laage was sung by Asha Bhosle. The music was given by Aamir Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Ahmad Anees

Tore Bina Nahi Laage Lyrics

Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya – (2)
Piya Tori Akhiyon Ne Kaisa Jaadu Kiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya, Jiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya
Piya Tori Akhiyon Ne Kaisa Jaadu Kiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya, Jiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya

O More Saawariya Yeh Teri Baawariya Kitana Chaahe Tujhe – (2)
Sochu Tumhe Keh Du, Dekho Toh Jaane Kyun Laaj Aaye Mujhe
Tum Bhi Kaho Kaise Kahun Dil Ki Baatein Piya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya, Jiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya
Piya Tori Akhiyon Ne Kaisa Jaadu Kiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya, Jiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya

(Tu Hai Mere Dil Mein, Dil Hai Yeh Mushkil Mein
Tune Yeh Kya Kar Diya) – (2)
Chaandani Raaton Mein, Teri Hi Yaadon Mein
Khoyi Rahu Main Piya
Aave Naahi Chaina Kahin, Kaise Jaaye Jiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya – (2)
Piya Tori Akhiyon Ne Kaisa Jaadu Kiya
Tore Bina Nahi Laage, Laage Na Mora Jiya – (2)

Share your thoughts

Asha bhosle, Ghulam ali, Atithi khushir anek range lyrics, Lyrics of atithi khushir anek range, Aamir ghulam ali, Balam mohe chor ke na ja thumri ghulam ali, Arijit singh - rishton ke saare manzar | best hindi ghazal song with lyrics | red ribbon, Naina re naina tose lage, Aisa kabhi hua nahin, Asha bhosle (musical artist), Bhosle, Atithi khushir anek range, Alka yagnik atithi khushir anek range, Ghulam ali sheesh mahal, Asha bhonsle, Naina tose lage, Tose lage naina