Toot Gaya Haye Tut Gaya Toot Gaya Haye Tut Gaya
Vo Saze Mohabbat Tut Gaya Toot Gaya Haye Tut Gaya
Ham Jisko Samjhate The Apna Malum Nahi Kyo Rut Gaya
Toot Gaya Haye Tut Gaya
Rangeen Ghataye Chayi Thi Rangeen Ghataye Chayi Thi
Mehman Bahare Aayi Thi
Vo Kaun Fija Ka Jonka Tha Jo Sara Gulshan Lut Gaya
Vo Kaun Fija Ka Jonka Tha Jo Sara Gulshan Lut Gaya
Toot Gaya Haye Tut Gaya
Anjame Mohabbat Kya Kahiye Is Dil Ki Halat Kya Kahiye
Anjame Mohabbat Kya Kahiye Is Dil Ki Halat Kya Kahiye
Ek Bijli Thi Jo Pond Gayi Ek Tara Tha Jo Tut Gaya
Ek Bijli Thi Jo Pond Gayi Ek Tara Tha Jo Tut Gaya
Toot Gaya Haye Tut Gaya
Kismat Ke Sataye Baithe Hai Kismat Ke Sataye Baithe Hai
Ek Chot Si Khaye Baithe Hai
Jo Daman Hamne Thama Tha Vo Daman Hamse Chhut Gaya
Jo Daman Hamne Thama Tha Vo Daman Hamse Chhut Gaya
Toot Gaya Haye Tut Gaya Toot Gaya Haye Tut Gaya
Vo Sajhe Mohabbat Tut Gaya Toot Gaya Haye Tut Gaya
Toot Gaya Hai Toot Gaya Song Lyrics from the movie/album Magroor released in the year 2018 starring Rehman, Nigar Sultana. The song Toot Gaya Hai Toot Gaya was sung by Mohammed Rafi, Rajkumari, Shamshad Begum. This movie/album was directed by R D Mathur. The music was given by Sajjad Hussain, Ram Panjwani, Bulo C Rani. The lyrics were Penned by Mullaji
Share your thoughts