Tohfa Ye Gam Ka Song Lyrics from the movie/album Jab Dil Karta Hai Peete Hain released in the year 2018. The song Tohfa Ye Gam Ka was sung by Chandan Dass. The music was given by Jaidev. The lyrics were Penned by Faaiz Anwar

Tohfa Ye Gam Ka Lyrics

Tohfa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Tohfa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Ik Bewafa Ne Daulat Ki Khaatir
Ik Bewafa Ne Daulat Ki Khaatir
Meri Wafaa Ko Nilaam Kar Diya
Tohfa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya

Khaaya Hain Dhoka Dil Ko Lagake
Luta Hain Usne Mujhe Apna Bana Ke
Phir Aankh Bheegi Phir Dard Jaaga
Tadpaye Mujhko Wo Phir Yaad Aake
Ye Kyaa Tamasha Sare Aam Kardiya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Ye Kyaa Tamasha Sare Aam Kardiya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya

Paake Use Yu Khonna Padega
Rushwa Mohabbat Mein Hona Padega
Ik Pal Khushi Ki Kyaa Ye Saza Hain
Har Ek Pal Mujhko Rona Padega
Aagaaz Hi Mein Anzaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Aagaaz Hi Mein Anzaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya

Uski Nazar Mein Daulat Hain Sabkuch
Joothi Zamane Ki Souhrat Hain Sabkuch
Usne Kiya Hain Chahat Ka Sauda
Meri Nazar Mein To Chahat Hain Sabkuch
Usne To Mujhko Badnaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Usne To Mujhko Badnaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Ik Bewafa Ne Daulat Ki Khaatir
Ik Bewafa Ne Daulat Ki Khaatir
Meri Wafaa Ko Nilaam Kar Diya
Tohfa Ye Gham Ka Mere Naam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya
Karna Na Thaa Jo Wo Kaam Kar Diya

Share your thoughts

Chandan, Chandan das tamanna, Chandan dass songs, Chandan das ghazals, Chandan das ghazals live, Chandan das live, Lyrics, Jab dil karta hai peete hain, Karta, Peete, Album jab dil karta hai peete hain by iftikhar sultan, Chandan dass ghazals, Chandan dass, Chandan das songs, Geeta zaildar songs, Tohfa ye gham ka mere naam by chandan dass album jab dil karta hai peete hain by iftikhar sultan, Chandan das albums, Zindagi reh gayi bas aik kahani banke by chandan dass