Tirchi Najar Ka Piya War Hai Najuk Jiya Ke Laga Par Hai

Kahu Mai Kaise Daru Mai Sabse Ye Pahla Pahla Pyar Hai

Tirchi Najar Ka Piya War Hai
Bich Bajariya Ched Na Mujhko
Kahna Mera Man Le Kahna Mera Man Le
Pyar Bhari Do Dil Ki Batiya
Sara Jag Na Janle Sara Jag Na Janle
Sharmau Ghabrau Ye Pahli Pahli Har Hai
Tirchi Najar Ka Piya War Hai Najuk Jiya Ke Laga Par Hai
Kahu Mai Kaise Daru Mai Sabse Ye Pahla Pahla Pyar Hai
Tirchi Najar Ka Piya War Hai
Chhod Ke Apni Pyari Dunia Dar Pe Tere Aayi Hu
Dar Pe Tere Aayi Hu
Bali Umariya Bholi Suratiya Dekh Mai Kya Kya Layi Hu
Dekh Mai Kya Kya Layi Hu
Tere Nain Le Gaye Chain Jina Ab Duswar Hai
Tirchi Najar Ka Piya War Hai Najuk Jiya Ke Laga Par Hai
Kahu Mai Kaise Daru Mai Sabse Ye Pahla Pahla Pyar Hai
Tirchi Najar Ka Piya War Hai Najuk Jiya Ke Laga Par Hai
Kahu Mai Kaise Daru Mai Sabse Ye Pahla Pahla Pyar Hai
Tirchi Najar Ka Piya War Hai
Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai Song Lyrics from the movie/album Madari released in the year 2019 starring Rajan, Chitra. The song Tirchhi Nazar Ka Piya Waar Hai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Babubhai Mistri. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Pyarelal Santoshi
Share your thoughts