Thumka Ye Mera Thumka Chodega Na Ye Thumka Lyrics | Mumbai Mirror | Shreya Ghoshal | Satya Prakash

Jab roop ka apne jalwa dikha du saiya ko rashta mai ghar ka bhula du

Kamsim kamariya se lu jo hilore kamsim kamariya se lu jo hilore
Aisa laga du thumka
Thumka ye mera thumka are chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka

Thumka ye mera thumka thumka ye mera thumka

Roop ki mai chalakti hu gagar sudh pe aau to pee jau sagar
Meri aankho me jalte sharare tewar mere tikhe karare

Shardi ke mausam me garmi chada du
Shardi ke mausam me garmi chada du
Aisa mai paig rum ka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka thumka ye mera thumka

Jab mai palke jhuka ke utha du aashiko pe mai bijli gira du
Lut lu jisko bhi jee me aaye ek dafa jo adaye dikha du

Koi offer kare hai anguthi koi offer kare hai anguthi
Koi dikhawe jhumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka ye mera thumka chodega nahi tumka
Thumka thumka thumka ye mera thumka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *