Thodi Der Aur Baitho Song Lyrics from the movie/album Sabse Bada Rupaiya released in the year 2016 starring Sunder, Shashikala. The song Thodi Der Aur Baitho was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by P.L. Santoshi. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Thodi Der Aur Baitho Lyrics

Thodi Der Aur Baitho
Chale Hi To Jaoge
Itna Bata Ke Jana
Phir Kab Aaoge
Thodi Der Aur Baitho
Chale Hi To Jaoge
Itna Bata Ke Jana
Phir Kab Aaoge
Thodi Der Aur Baitho

Pahli Pahli Ji Tumse
Ye Mulakat Hai
Kaise Kahungi Main
Jo Kahne Ki Baat Hai
Phir Bhi Zara To Theharo
Pal Bhar Ka Sath Hai
Thodi Der Aur Baitho
Chale Hi To Jaoge
Itna Bata Ke Jana
Phir Kab Aaoge
Thodi Der Aur Baitho

Mai To Na Janu Ji
Kya Tera Naav Re
Rahi Kaha Se Aaya
Tu Mere Gaon Re
Par Main To Itna Janu
Thandi Hai Chhon Re
Thodi Der Aur Baitho
Chale Hi To Jaoge
Itna Bata Ke Jana
Phir Kab Aaoge
Thodi Der Aur Baitho

Bura Hai Milake Naina
Ankhiyo Ko Modna
Kisi Ko Sahara Deke
Raste Me Chhodana
Sabse Bura Hai
Dekho Dil Koi Todna
Thodi Der Aur Baitho
Chale Hi To Jaoge
Itna Bata Ke Jana
Phir Kab Aaoge
Thodi Der Aur Baitho.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sabse bada rupaiya, Asha bhosle, O.p. nayyar, Shashikala, Sunder sabse bada rupaiya, Sab se bada rupaiya, Sabse bada rupaiya 1955, Sabse bada rupaiya (1955), Sabse bada rupaiya full movie, Sabse bada rupaiya 1955 songs, Thodi der aur baitho, Sabse bada rupaiya 1955 full movie, Sabse bada rupaiya (1955) full movie, Suraiya, Sunder, Asha bhosle hit songs, Shashikala movie, Sabse, Rupaiyya, Rupaiya, Rupaiiya, Film cast: sunder, Kuve pe lugaiya dhore, Nayyar, O p nayyar