Thoda Sa Gum Thodi Khushi
Yehi To Hai Zindagi Yehi To Hai Zindagi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
Yehi To Hai Zindagi Yehi To Hai Zindagi
Aansu Mein Bhi
Aansu Mein Bhi
Aansu Mein Bhi
Jo Dhunde Hasi
Jina Usi Ka Jina
Zinda Wahi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
O O O O O O
Jivan Mein Koi Apna Hi Dukh Deta Hai
Dukh Deta Hai
O O O O O O
Iss Man Ka Koi Sapna Hi Dukh Deta Hai
Dukh Deta Hai Bichhda Koi To Koi Milega
Ye Silsila To Chalta Rahega Chalta Rahega
Hare Na Jo Gum Se Kabhi
Hare Na Jo Gum Se Kabhi
Jina Usi Ka Jina
Zinda Wahi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
O O O O O O
Din Aake Jata Ha
Raat Aati Hai Raat Aati Hai
Jane Wali Raat Subah De Jati Hai
Subah De Jati Ik Rut Aye Ik Rut Jaye
Kudrat Kya Kya Khel Dikhaye Khel Dikhaye
Iss Raaz Ko Jo Samjhe Kabhi
Iss Raaz Ko Jo Samjhe Kabhi
Jina Usi Ka Jina
Zinda Wahi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
Yehi To Hai Zindagi Yehi To Hai Zindagi
Aansu Mein Bhi
Aansu Mein Bhi
Aansu Mein Bhi
Jo Dhunde Hasi
Jina Usi Ka Jina
Zinda Wahi
Thoda Sa Gum Thodi Khushi
Thoda Sa Gham Thodi Khushi Song Lyrics from the movie/album Thikana released in the year 2018 starring Anil Kapoor, Smita Patil. The song Thoda Sa Gham Thodi Khushi was sung by Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Harish Bhonsle, Mahesh Bhatt, Ravi Rai. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts