Thi dabi aag woh barso ki
Main jhulas gayi na mila sanam
Use na dekha use na paaya
Bas rahi toh bas usaki lagan
Thi dabi aag woh barso ki
Main jhulas gayi na mila sanam
Use na dekha use na paaya
Bas rahi toh bas usaki lagan
Parvato se laava behta huwa
Saagar ki god me lo ja gira
Parvato se laava behta huwa
Saagar ki god me lo ja gira
Ik aag lagi aur machi jalan
Lo bhadak gayi lo lagi lagan
Saanso mein simte tanhaayiya
Ang ang leta angadaayiya
Saanso mein simte tanhaayiya
Ang ang leta angadaayiya
Dil tuta roya rakht baha
Bas na diya use lagan lagan
Thi dabi aag woh barso ki
Main jhulas gayi na mila sanam
Use na dekha use na paaya
Bas rahi toh bas usaki lagan
Thi dabi aag woh barso ki
Main jhulas gayi na mila sanam
Use na dekha use na paaya
Bas rahi toh bas usaki lagan
Lagan lagan teri lagan lagan

