Tham Sa Gaya Lyrics  | Mumbai Delhi Mumbai | Shiv Pandit, Piaa Bajpai | Papon | Sawan Dutta

Tham Sa Gaya Lyrics | Mumbai Delhi Mumbai | Shiv Pandit, Piaa Bajpai | Papon | Sawan Dutta

Hmm…

Tham sa gaya hai yeh samaa
Aaye jo samney ho tum
Bas ik nigah mein muje
Apna bana gaye ho tum
Tera ehsaass yoon dil ko hai chu raha
Khwab hai yaa muje hai pyar ho raha

Hotha hai pyar kya
Jaana nahin kabi
Deka jo tuje yun lagaa
Tumse hi hai ye zindhagi
Teri panahon mein
Aake muje laga
Ke jaisse meri raaton ko
Mili hai suba nayi koi

Aa…

Ye tera hai assar
Hai dil jo bessabar
Ye dubaduba rehta hai
Yadon mein teri ab toh har pehar

Khud ko bula ke main
Tuj mein hi ko chala
Ke tere hi kayaalon mein hi
Main karney laga hu ab bassar

Tham sa gaya hai yeh samaa
Aaye jo samney ho tum
Bas ik nigah mein muje
Apna bana gaye ho tum
Tera ehsass yoon dil ko hai chu raha
Khwab hai yaa muje hai pyar ho raha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *