Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye Lyrics  | Parchhaiyan | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Thahar Jaao Ke Hairani To Jaye Lyrics | Parchhaiyan | Ustad Ghulam Ali | Ustad Ghulam Ali

Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

Shab e gham tu hi mehamaa ban ke aa jaa
Shab e gham tu hi mehamaa ban ke aa jaa
Shab e gham tu hi mehamaan ban ke aa jaa
Hamare ghar ki viraani to jaye
Hamare ghar ki viraani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Zara khul kar bhi ro lene do hamko
Ki dil ki aag tak paani to jaye
Ki dil ki aag tak paani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye

Bala se tod dalo aaino ko
Bala se tod dalo aaino ko
Bala se tod dalo aaino ko
Kisi surat ye hairani to jaye
Kisi surat ye hairani to jaye
Tumhari shaql pehchani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye
Thahar jaao ke hairani to jaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *