Teri Yadoon Se Song Lyrics from the movie/album Blood Money released in the year 2016 starring Kunal Khemu, Amrita Puri. The song Teri Yadoon Se was sung by Mustafa Zahid. This movie/album was directed by Vishal Mahadkar. The music was given by Pranay Rijiya. The lyrics were Penned by Sayeed Quadri

Teri Yadoon Se Lyrics

Teri Yaadon Se Doori Behtar Hai
Karti Jeena Yeh Mushkil
Yeh Woh Baarish Hai
Deti Banjar Hai
Bheeg Ke Hoga Kya Haasil
Tujhe Hi Nahi Jab
Meri Aarzoo Hai
Mujhe Bhi Kahan Phir
Teri Justujoo Hai Hoo

Teri Yaadon Se
Doori Behtar Hai
Karti Jeena Hai Mushkil
Yeh Woh Baarish Hai
Deti Banjar Hai
Bheeg Ke Hoga Kya Haasil
Tujhe Hi Nahi Jab
Meri Aarzoo Hai
Mujhe Bhi Kahan
Phir Teri Justujoo Hai

Raahon Mein
Doondha Karta Hoon
Jab Bhi Kahin Se
Guzarta Hoon
Bhoole Se Tu Mil Ja Kabhi
Aankhon Ko Cherha Dikha Kabhi
Koi Bhi Aahat Sunta Hoon
Tarpe Nighaahein Karta Hoon
Aisa Na Ho Tu Ho Kahin
Aake Bhi Mujhse Mile Nahi

Tere Bina Main Tanha Hoon
Waqt Se Toota Lamha Hoon
Aise Na Mujhko Saza De Tu
Meri Khataayein Bhula De Tu
Kyun Yeh Umeed Main Rakhta Hoon
Kyun Yeh Main Socha Karta Hoon
Kaash Mujhe Agar Bulaale Tu
Gar Hoon Khafa Toh Mana Le Tu
Teri Yaadon Se Doori Behtar Hai
Karti Jeena Hai Mushkil
Yeh Woh Baarish Hai Deti Banjar Hai
Bheeg Ke Hoga Kya Haasil
Tujhe Hi Nahi Jab Meri Aarzoo Hai
Mujhe Bhi Kahan Phir
Teri Justujoo Hai.

Share your thoughts

Teri adaaon mein mustafa zahid, Mustafa zahid songs, Mustafa zahid, Pranay rijia, Song lyrics, Lyrics, You lyrics, Wlyrics, Lyrics screen, Anindita nayar, Akramkhanmusic, 3 am rannvijay singh, Teri adaaon mein full video, Rannvijay singh mtv rodies, Romantic songs, Teri adaaon mein, Teri adaaon mein 3 am, Rannvijay singh (film actor), Ak music, Sunny leone, Song (state), Song dynasty, Translation, Latest hindi songs, Official, Love songs, Bollywood