Teri Yaad..Yaad Song Lyrics from the movie/album Teri Yaad released in the year 2016 starring Dj Abbas Bashi. The song Teri Yaad..Yaad was sung by Dj Abbas Bashi. The music was given by Dj Ali Mustafah. The lyrics were Penned by Bilal Saeed. The music rights for song purely belongs to Moviebox Record Label

Teri Yaad..Yaad Lyrics

Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,
Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,

Har Lamha Sang Sang Ye,
Ye Raahein Rang Rang Le,
Teri Hi Baatein Hain Mere Hoton Pe Sada,

Jaagu Main Raat Raat Bhar,
Roun Main Baat Baat Par,
Kaise Guzre Ye Pal Ab Tuhi De Bata,

Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,
Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,

Kyu Hain Ye Dooriyan?
Kyu Hain Ye Faasle?
Kyu Hain Majbooriyan?
Kyu Hain Itne Gile?

Apna To Ye Safar,
Sabse Tha Bekhabar,
Ye Kaise Mod Par,
Hum Dooriyon Se Ja Mile,

Na Mere Paas Ho,
Fir Bhi Tum Mere Paas Ho,
Meri Saanson Mein Ho Tum,
Mera Ehsaas,

Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,
Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,

Tanha Hun Main Yahaan,
Tanha Ye Raat Hai,
Gumsum Hai Chaandini,
Sehmi Sehmi Har Baat Hai,

Meri In Aakhon Ko,
Teri Hi Aas Hai,
Rootha Hai Mera Dil,
Dhadkan Meri Udaas Hai,

Na Mere Paas Ho,
Fir Bhi Tum Mere Paas Ho,
Meri Saanson Mein Ho Tum,
Mera Ehsaas,

Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,
Teri Yaad..yaad,
Mere Saath..saath,

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Mustafa, Abbas, Mustafa jane rehmat, Mustafa lyrical, Saqib raza mustafai short bayan, Saqib raza mustafai bayan, Mustafai, Maulana saqib raza mustafai, Saqib raza mustafai new bayan, Saqib raza mustafai bayan 2019, Ghulam e mustafa 1997 hindi movie, Mustafa jane rehmat pe lakho salam, Saqaib raza mustafai latest bayan, Mustafa mustafa, Saqib raza mustafai emotioonal bayan, Mustafa ya mustafa, Saqib raza mustafai, Ghulam e mustafa 1997, Lyrics, #ustadnusratfatehalikhan