Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na Song Lyrics from the movie/album Panchayat released in the year 2015 starring Pandharibai, Raaj Kumar. The song Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Lekhraj Bhakri. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Shakeel Nomani. The music rights for song purely belongs to Saregama

Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na Lyrics

Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na
Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na
Ke Ek Pal Bhi Tujh Bin Jiya Jaaye Na
Teri Yaad Dil Se

Zudai Me Teri Mai Ro Ro Maru
Mai Ro Ro Maru
Zudai Me Teri Mai Ro Ro Maru
Mai Ro Ro Maru
Magar Gam Kisi Ko Diya Jaaye Na
Magar Gam Kisi Ko Diya Jaaye Na
Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na

Dhadkne Se Dil Ke Pata Chal Gaya
Pata Chal Gaya
Dhadkne Se Dil Ke Pata Chal Gaya
Pata Chal Gaya
Mohabbat Na Ho To Jiya Jaaye Na
Mohabbat Na Ho To Jiya Jaaye Na
Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na

Tu Apne Deewani Ko Aa Kar To Dekh
Aa Kar To Dekh
Tu Apne Deewani Ko Aa Kar To Dekh
Aa Kar To Dekh
Ke Daman Siye Aur Siya Jaaye Na
Ke Daman Siye Aur Siya Jaaye Na
Teri Yaad Dil Se Piya Jaaye Na.

Share your thoughts

Yaad na jaaye beete dinon ki lyrics, Iqbal qureshi songs, Yaad na jaaye beete dinon ki song, Kahin deep jale kahin dil lata mangeshkar, Lata mangeshkar kahin deep jale kahin dil, Yaad na jaaye beete dinon ki rafi, Kalaam main muhammad bakhas yasir iqbal heera qawal, Meena kumari, Goron ki na kalon ki duniya hai dilwalon ki lyrics, Kahin deep jale kahin dil karaoke with lyrics, Kahin deep jale kahin dil lyrics, Lyrics of kahin deep jale kahin dil