Teri Yaad Bahut Aane Lagi Song Lyrics from the movie/album Eight: Surrender To The Power Of Shani released in the year 2018 starring Raj Tara, Meghna Naidu. The song Teri Yaad Bahut Aane Lagi was sung by Arnab Chakravorty, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Karan Razdan. The music was given by Daboo Malik

Teri Yaad Bahut Aane Lagi Lyrics

Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai
Tanha Tanha Gum Rahne Lage Hai
Tanhaaibada Tadpane Lagi Hai

Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai
Tanha Tanha Gum Rahne Lage Hai
Tanhaaibada Tadpane Lagi Hai
Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai

Ye Pal Jaane Kyu Aate Hai
Wo Pal Jaane Kyu Jaate Hai
Yaado Ka Jaane Kaisa Dariya
Ham Pal Main Hi Banh Jaate Hai
Malum Nahi Shahil Hai Kaha
Malum Nahi Manjil Hai Kaha
Es Haal Main Jeena Muskil Hai
Har Sans Tujhe Hi Bulayne Lagi Hai
Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai

Kabhi Milte Ho Tum Khawbo Main
Kabhi Milte Ho Tum Yaado Main
Sapna Ban Kar Kyu Rahte Ho
Dilwaar Mere En Aankho Main
Har Waqt Mere Najdik Raho
Kuch Meri Suno Kuch Aapni Kaho
Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai


Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai
Tanha Tanha Gum Rahne Lage Hai
Tanhaaibada Tadpane Lagi Hai
Teri Yaad Bahut Aane Lagi Hai
Ek Jaan Hai Ab Wo Jaane Lagi Hai







Share your thoughts

Teri yaad bohut ab aane lagi hai, Eight shani