Teri Umar Ka Saal Badha Lyrics | Agent 009 | Asha Bhosle | Sonik Omi

Teri Umar Ka Saal Badha Lyrics | Agent 009 | Asha Bhosle | Sonik Omi

Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai
Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai

Aayi hu jajbat liye
Dil ki hasi saugat liye
Aayi hu jajbat liye
Dil ki hasi saugat liye
Najro ke ye nazrane
Najro ke ye nazrane
Tere liye hai diwane
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai

Hansi khushi jee bhar jee le
Meri nigaho se pee le
Hansi khushi jee bhar jee le
Meri nigaho se pee le
Pure karle sab arma
Pure karle sab arma
Kya jane kal honge kahan
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai

Aaj raat diwani hai
Najar najar mastani hai
Aaj raat diwani hai
Najar najar mastani hai
Dil bhi jawa aur husn jawa
Dil bhi jawa aur husn jawa
Katal ke hai sare saman
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai
Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Teri umar ka saal badha
Lagta hai aaj diwali hai
Ye raat matwali hai
Ye raat matwali hai
Lekin lekin lekin kaali hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *