Teri surat se nahi
Milti kisi ki surat
Teri surat se nahi
Milti kisi ki surat
Hum jaha me
Teri taswir liye firte hai
Teri surat se nahi
Milti kisi ki surat
Khub chehra hai tera
Dono jaha hai pagal
Samne tere hai fika
Wo hasi tajmahal
Teri julfo ne sanam
Dil mera bandh liya
Tune aye jane sitam
Pyar ka jam diya
Julf ki hum jawa
Janjir liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Hum jaha me
Teri taswir liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Ye to dunia hai yaha
Ek anhi lahk hasi
Jo ada dekhi hai tujhme
Wo kisi me bhi nahi
Samna tera jab hoga
To akyamat bhi hogi
Aankh jab tujhse milegi
To mohabbat ki hogi
Pyar ki hum azab rasir
Liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Hum jaha me
Teri taswir liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Chandni rat bhi jalim
Teri parchayi hai
Or suraj ne tere galo se
Chamak payi hai
Agar tujhe dekh le
Kashmir to sarma jaye
Or farista jo agar
Dekh le lalcha jaye
Hum naye rang ki ek heer
Liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Hum jaha me
Teri taswir liye firte hai
Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat

