Teri Pooja Karu Song Lyrics from the movie/album Pyar Bhara Dil released in the year 2018 starring Harish Bhivni, Tushar Vohra. The song Teri Pooja Karu was sung by Anuradha Paudwal, Babla Mehta. This movie/album was directed by Chandra Barot. The music was given by Nikhil Vinay. The lyrics were Penned by Yogesh Gaud

Teri Pooja Karu Lyrics

Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu
Dono Ka Hi Ek Naam Hai
Kuch Bhi Karu Kuch Bhi Kahu
Achha Lagta Hai
Meri Pooja Karo Chaahe Pooja Kaho
Tere Pyar Ko Mera Salaam Hai
Kuch Bhi Kaho Kuch Bhi Karo
Achha Lagta Hai Ho O
Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu

Jo Suhagan Ka Sindur Se Hai
Wo Nata Hai Mera Tumhara
Jo Suhagan Ka Sindur Se Hai
Wo Nata Hai Mera Tumhara
Liye Saat Janmo Ke Phere
Ye Bandhan Amar Hai Humara
Meri Pooja Karo Chaahe Pooja Kaho
Tere Pyar Ko Mera Salaam Hai
Kuch Bhi Kaho Kuch Bhi Karo
Achha Lagta Hai Ho O
Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu

Tum Bolo Juda Kaise Hoga
Nadi Se Nadi Ka Kinara
Tum Bolo Juda Kaise Hoga
Nadi Se Nadi Ka Kinara
Ki Jab Tak Jamee Aasmaa Hai
Ye Lenge Janam Hum Dobaara
Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu
Dono Ka Hi Ek Naam Hai
Kuch Bhi Karu Kuch Bhi Kahu
Achha Lagta Hai
Meri Pooja Karo Chaahe Pooja Kaho

Teri Raaho Me Honge Jo Kaate
Mai Palko Se Chun Lungi Saare
Teri Raaho Me Honge Jo Kaate
Mai Palko Se Chun Lungi Saare
Isi Aasare Pe Chale Hai
Safar Me Tumhaare Sahaare
Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu
Dono Ka Hi Ek Naam Hai
Kuch Bhi Karu Kuch Bhi Kahu
Achha Lagta Hai
Meri Pooja Karo Chaahe Pooja Kaho
Tere Pyar Ko Mera Salaam Hai
Kuch Bhi Kaho Kuch Bhi Karo
Achha Lagta Hai Ho O
Teri Pooja Karu Tujhe Pooja Kahu
Teri Pooja Karu
Meri Pooja Karo
Tujhe Pooja Kahu
Chaahe Pooja Kaho

Share your thoughts

Anuradha paudwal, Babla mehta, Anuradha paudwal aarti collections, Pooja, Anuradha paudwal songs, Pyar bhara dil, Teri pooja karun, Hindi lyrics, O aaye tere bhawan with lyrics, Anuradha, Hindi songs lyrics, O aaye tere bhawan dede apni sharan mp3 download, O aaye tere bhawan dede apni sharan, With hindi english lyrics, Hemant chauhan na dakla, Paudwal, Hanuman pooja, Hemant chauhan meldi maa na dakla, Mataji na dakla, Maa sun le pukar with lyrics, Lyrics, Durga pooja