Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Baki Adao Pe Mar-mar Gaye Hum
Kya Kare
Kya Kare
Kya Kare
Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Julfo Me Leke Kali Raat Chale
Sara Zamana Liye Sath Chale
Julfo Me Leke Kali Raat Chale
Sara Zamana Liye Sath Chale
Aise Me Jine Ka Maja Hai Sanam
Ankho Se Teri-meri Baat Chale
Bewafa Ek Nigah Dekh Le Dekh Bhi Le
Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Baki Adao Pe Mar-mar Gaye Hum
Vallah Beghar Hu Benaam Hu Mai
Dil Ne Jo Bheja Vo Salam Hu Mai
Vallah Beghar Hu Benaam Hu Mai
Dil Ne Jo Bheja Vo Salam Hu Mai
Sathi Ki Jis Pe Nazer Na Hui
Aisa Hi Pyasa Ek Jam Hu Mai
Bewafa Ek Nigah Dekh Le Dekh Bhi Le
Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Baki Adao Pe Mar-mar Gaye Hum
Teri Aada Ka To Jawab Nahi
Meri Wafa Ka Bhi Hissab Nahi
Teri Aada Ka To Jawab Nahi
Meri Wafa Ka Bhi Hissab Nahi
Surat Tumhari Badi Khub Sahi
Dil To Hamara Bhi Kharab Nahi
Bewafa Ek Nigah Dekh Le Dekh Bhi Le
Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Baki Adao Pe Mar-mar Gaye Hum
Kya Kare
Kya Kare
Kya Kare
Teri Nighao Pe Mar-mar Gaye Hum
Baki Adao Pe Mar-mar Gaye Hum
Teri Nighaon Pe Mar Mar Gaye Hum Song Lyrics from the movie/album Shabnam released in the year 2018 starring Mehmood, Vijayalaxmi. The song Teri Nighaon Pe Mar Mar Gaye Hum was sung by Mukesh. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Javed Anwar
Share your thoughts