Teri Nazar Ki Song Lyrics from the movie/album Lal Nishan released in the year 2016 starring Daljeet, Radhika. The song Teri Nazar Ki was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Shiv Dayal Batish. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Teri Nazar Ki Lyrics

Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Mar Dala
Jano Jigar Ka Purja Purja
Ho Gaya Dhila Dhala
O Zalim Haye Mar Dala

Main Bhi Hu Shikari Purana
Par Tera Hai Khub Nishana
Tirchhi Nazaro Ka Ek Tir Kha Ke
Maine Ustad Hai Tujhko Mana
Zulfon Ka Fanda Yu Dala Ke
Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Mar Dala

Tod Ke Mere Dil Ki Tijori
Tune Karli Mohabbat Ki Chori
De Gayi Bato Bato Mein Jhansa
Badi Nikli Tu Chalak Chhori
Yaro Ka Nikla Deewala Ke
Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Mar Dala

Teri Aankhon Se Lab Ka Jo Shola
In Mein Fat Gaya Dil Ka Gola
Aag Bujh Na Saki Mere Pyar Ki
Meine Asko Ka Nalka Bhi Khola
Ho Kar Dala Gadbad Gotala
Ke Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Mar Dala.

Share your thoughts

Mohammed rafi, S d batish, Ilm e jafar, Ek armaan mera, Jaisi karni hai, Ashiq ek haseena do, Tabeer e khawab shia, Interpretation of dreams, Interpretation, Pathan, Manna day, Bhagatram, Mehrban ali, Tabeer e roya, Khawab ki tabeer, Tabeer e yousufi, Khwab ki tabeer me gai dekhna, Usha, Asha, Tabeer, Dushman, Pakistan, Tabeer e khwab, Jimmi, Anand, Dream, Khawab, Cattle, Husnlal, Ilm e najoom, O ab tak mujhko, Dev, Kiron, Bhonsle, Cow, Gai, Gai dekhna