Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola Song Lyrics from the movie/album Lal Nishan released in the year 2018. The song Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Nirmal Kumar. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola Lyrics

Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Maar Dala
Jano Jigar Ka Purja Purja
Ho Gaya Dhila Dhala
O Zalim Haye Mar Dala

Mai Bhi Hu Shikari Purana
Par Tera Hai Khub Nishana
Tirchhi Nazro Ka Ek Tir Khake
Maine Ustad Hai Tujhko Mana
Zulfo Ka Fanda Yu Dala
Ke Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Maar Dala

Khol Ke Mere Dil Ki Tijori
Tune Kar Li Mohabbat Ki Chori
De Gayi Bato Bato Me Jhansa
Badi Nikli Tu Chalak Chhori
Yaro Ka Nikla Diwala
Ke Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Maar Dala

Teri Aankho Se Lapka Jo Shola
Inme Fat Gaya Dil Ka Gola
Aag Bujh Na Saki Mere Dil Ki
Maine Ashko Ka Nalka Bhi Khola
O Kar Daala Gadabad Ghotaala
Ke Zalim Haye Mar Dala
Teri Nazar Ki Chabi Ne Khola
Mere Dil Ka Tala
O Zalim Haye Maar Dala

Share your thoughts

Teri nazar ki chabi ne khola, Mohammed rafi, Lal nishan, Sudha malhotra lal nishan hum par jada, Chalo re doli with lyrics, Samar rana, Mohammad irfan, Mannan mohammad, Mohammad ali songs, Emiway khatam hue waande lyrics, Khatam hue waande lyrics emiway, Kishore kumar songs, Emiway bantai khatam hue wade lyrics, Emiway bantai khatam hue waande lyrics, Khatam hue waande lyrics emiway bantai, Kumar sanu bengali songs, Meena kumari, Tumi upar talar lok