Nain Mile Uske Baad
Phul Khile Uske Baad
Chain Gaya Uske Baad
Pyar Hua Uske Baad
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Nain Mile Uske Baad
Phul Khile Uske Baad
Chain Gaya Uske Baad
Pyar Huya Uske Baad
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Aayegi Wo Raat
Aayegi Wo Raat
Sajan Sajani Ka Ghungat Kholenge Do Naino
Ke Prem Taraju Me Pritam Ko Tolenge
Dekhenge Chup Chaap Tumko Sharm Se Kuch Na Bolenge
Ye Chup Rehne Ka Wada Bhul Na Jana Rakhna Yaad
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Aakhir Ye Takdeer Humari Kab Tak Humse Ruthegi
Aakhir Ye Takdeer Humari Kab Tak Humse Ruthegi
Ye Unchi Unchi Duniya Ki Diwar Giregi Tutegi
Chori Chori Milne Se Phir Jaan Humari Chhutegi
Is Badnami Ke Dar Se Hum Ho Jayenge Aazad
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbaat
Kya Shadi Ke Baad Bhi Sajan Aise Geet Sunayenge
Kya Shadi Ke Baad Bhi Sajan Aise Geet Sunayenge
Ya Chhup Baithe Door Se Sajni Ke Man Ko Tadpayenge
Sajni Sajan Se Phir Hum Miyan Biwi Ban Jayenge
Teri God Me Munna Hoga Mere Hotho Ki Fariyad
Teri Meri Shadi Hogi Denge Log Mubarakbat
Teri Meri Shaadi Hogi Denge Log Mubarakbaad Song Lyrics from the movie/album Arpan released in the year 2018 starring Jeetendra, Reena Roy. The song Teri Meri Shaadi Hogi Denge Log Mubarakbaad was sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. This movie/album was directed by J Om Prakash. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts