Aa Aa Aa Aa Aa
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
Ho Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
Aaj Nahi Kal Parso Nahi Ye
Aaj Nahi Kal Parso Nahi Ye
Barso Puraani Hain
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
Ho Teri Meri Mohabbat Bhi
Itani Khushi Hain Aaj Mili
Muh Se Na Main Kah Paaun
Itani Khushi Hain Aaj Mili
Muh Se Na Main Kah Paaun
Ji Chahe Ab Leke Tujhe
Main Dur Kahi Pe Ud Jaaun
Kali Kali Pe Chaman Cahman Pe Aai Javaani Hai
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
O Teri Meri Mohabbat Bhi
Har Din Ye Tamanna Rahe
Koi To Shubh Din Hoga
Har Din Ye Tamanna Rahe
Koi To Shubh Din Hoga
Is Dil Ko Yakin Tha Sanam
Fir Tujhse Mera Milan Hoga
Teri Mohabbat Se Hi Meri Ye Zindgaani Hain
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
O Teri Meri Mohabbat Bhi
Mujhse Tum Ek Vaada Karo
Ye Bandhan Na Tutega
Mujhse Tum Ek Vaada Karo
Ye Bandhan Na Tutega
Ham Dono Ka Jivan Bhar Ye Saath Nahi Chhutega
Saath Tumhaare Jo Gujre Wo Ghadi Suhaani Hain
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
O Teri Meri Mohabbat Bhi
Ek Amar Kahani Hain
Aaj Nahi Kal Parso Nahi Ye
Aaj Nahi Kal Parso Nahi Ye
Barso Puraani Hain
Teri Meri Mohabbat Bhi
Ho Teri Meri Mohabbat Bhi
Ho Teri Meri Mohabbat Bhi
Ho Teri Meri Mohabbat Bhi
Teri Meri Mohabbat Bhi Ek Amar Kahani Hai (Part-2) Song Lyrics from the movie/album Khoon Ki Takkar released in the year 2018 starring Vinod Mehra, Zarina Wahab. The song Teri Meri Mohabbat Bhi Ek Amar Kahani Hai (Part-2) was sung by Asha Bhosle, Aarti Mukherjee. This movie/album was directed by Harish Chawla. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts