Teri Meri Hai Nazar Qatil Ki Song Lyrics from the movie/album Dharam Kanta released in the year 2018 starring Raaj Kumar, Waheeda. The song Teri Meri Hai Nazar Qatil Ki was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Shahid Khan, Sultan Ahmed. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Teri Meri Hai Nazar Qatil Ki Lyrics

Teri Meri Hai Najar Katil Ki Aa Teri Meri Hai Najar Katil Ki
Khair Nahi Khair Nahi Mahfil Ki
Teri Meri Hai Najar Katil Ki Khair Nahi Khair Nahi Mahfil Ki
Tu Sarabi Hai Tere Hath Me Paimana Hai
Mere Hatho Me Chalakta Hua Maykhana Hai
Hum Wo Saki Hai Jo Diwana Bana Dete Hai
Jam Khali Ho To Najro Se Pila Dete Hai

Ye Jawani Ye Ada Iska Hai Or Nasha
Jam Ye Jisne Piya Mast Hokar Wo Gira
Jara Nigah Utha Diwane Jara Nigah Utha Diwane
Aj Nikal Jaye Tamnna Dil Ki Teri Meri Hai Najar Katil Ki
Aa Teri Meri Hai Najar Katil Ki Khair Nahi Khair Nahi Mahfil Ki

Pyar Me Ja Nikli Parwah Nahi Ki Jati
Dil Me Ho Dard Magar Aah Nahi Ki Jati
Pyar Karte Hai Jo Ghar Bar Luta Dete Hai
Katal Ho Jaye To Katil Ko Dua Dete Hai
Kya Khabar Tujhko Bhala Pyar Hai Kaisi Bala
Aag Us Dil Me Uthi Shola Is Dil Me Utha
Ishara Mera Samjhle Dilwar Ishara Mera Samjhle Dilwar
Bat Nahi Aisi Koi Muskil Ki Teri Meri Hai Najar Katil Ki
Aa Teri Meri Hai Najar Katil Ki Khair Nahi Khair Nahi Mahfil Ki

Nam Mera Bhi Hai Bijli Mukaddar Wala Hai
Na Samjhna Ki Akela Tu Hi Dilwala Hai
Ched Dono Me Chalegi To Maja Ayega
Aag Se Aag Milegi To Maja Ayega
Kuch Teri Bat Bane Kuch Meri Bat Bane
Rat Dhalne De Jara Fir Koi Ba Bane
Kisi Ka Tu Bhi Agar Ghayal Ho Kisi Ka Tu Bhi Agar Ghayal Ho
Janega Bat Fir Kisi Ghayal Ki Teri Meri Hai Najar Katil Ki
Aa Teri Meri Hai Najar Katil Ki Khair Nahi Khair Nahi Mahfil Ki

Share your thoughts

Naushad, Asha bhosle hit songs, Asha bhosle songs, Qatil aankhon wale with lyrics, Dharam kanta 1982 watch online, Dharam kanta, Ada qatil nazar, Dharam kanta 1982, Dharam kanta songs, Dharam kanta 1982 full movie, Hits of asha bhosle songs, Asha bhosle (musical artist), Bhosle, Lyrics, Bharat bushan., Arshad kamli ki ghazal, Kumar sanu asha bhosle songs, Rafta rafta wo hamare dil ke arman ho gaye, Asha bhosle, Best of mahendra kapoor and asha bhosle