Teri Hi Naam Ki Dekh Sanwariya (Sad) Lyrics | Lal Chunariya | Lata Mangeshkar | Shamji Ghanshyamji

Teri Hi Naam Ki Dekh Sanwariya (Sad) Lyrics | Lal Chunariya | Lata Mangeshkar | Shamji Ghanshyamji

Tere hi naam ki dekh sanwariya
Odh li maine laal chunariya
Tere hi naam ki dekh sanwariya

Maang meri sindur ko tarse
Chitwan tarse bindiya ko
Hath mere mehandi ko tarse
Naina tarse nindiya ko
Naina tarse nindiya ko
Ab to aaja
Ghir ghir aayi
Sawan ki ye pahli badariya
Tere hi naam ki dekh sanwariya
Odh li maine laal chunariya
Tere hi naam ki dekh sanwariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *