Tumhare Hi Dam Kadam Se To Jike Mar Rahe
Or Mar Ke Ji Rahe Hai Bichad Ke Tumse To Vo Na Murad
Na Ji Rahe Hai Na Mar Rahe Hai
Tere Lab Pe Yuhi Mera Naam Aaya
Mai Samjha Mohabbat Ka Paigam Aaya
Teri Duhai Harjayi Tere Naam Se Mai Badnam Ho Gayi
Teri Duhai Harjayi Tere Naam Se Mai Badnam Ho Gayi
Chhoti Si Umar Me Chote Se Ilzam Se Mai Badnaam Ho Gayi
Teri Duhai Harjayi Tere Naam Se Mai Badnam Ho Gayi
Sab Kuch Hai Ek Bahana Logo Ne Ye Jana
Sab Kuch Hai Ek Bahana Logo Ne Ye Jana
Ya Tumse Milne Mai Ja Rahi Hu
Ya Tumse Milke Mai Aa Rahi Hu
Ghar Se Jab Mai Nikali Thi Piya Ke
Mai Badnaam Ho Gayi Badnaam Ho Gayi
Mai Badnaam Ho Gayi
Teri Duhai Harjaayi Tere Naam Se Phir Badnaam Ho Gayi Song Lyrics from the movie/album Naukri released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Zaherra. The song Teri Duhai Harjaayi Tere Naam Se Phir Badnaam Ho Gayi was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Hrishikesh Mukherjee. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts