Teri Deed Se Tasalli Song Lyrics from the movie/album Samson released in the year 2016 starring Dara Singh, Ameeta. The song Teri Deed Se Tasalli was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Nanabhai Bhatt. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Teri Deed Se Tasalli Lyrics

Tere Deed Se Tasalli
To Na Ho Saki Hamaari
Tere Deed Se Tasalli
To Na Ho Saki Hamaari
Wohi Pyaas Hai Nazar Ki
Wohi Dil Ki Bekaraari
Teri Deed Se Tasalli

Hamen Bekhudi Ne Chheda
Jo Suni Tumhaari Aahat
Hamen Bekhudi Ne Chheda
Jo Suni Tumhaari Aahat
Jo Suni Tumhaari Aahat
Bhare Dil Chutkiyon Se
Jo Mili Jhalak Tumhaari
Tere Deed Se Tasalli
To Na Ho Saki Hamaari
Wohi Pyaas Hai Nazar Ki

Tera Pyar Meharbaan Hai
Magar Is Ko Kya Karen Ham
Tera Pyar Meharbaan Hai
Magar Is Ko Kya Karen Ham
Magar Is Ko Kya Karen Ham
Tere Har Adaa Pe Marna
Ye Hai Zindagi Hamaari
Tere Deed Se Tasalli
To Na Ho Saki Hamaari
Wohi Pyaas Hai Nazar Ki

Hai Ye Dil Shareer Warna
Kisi Chaandni Mein Aksar
Hai Ye Dil Shareer Warna
Kisi Chaandni Mein Aksar
Kisi Chanadni Mein Aksar
Tujhe Paas Bhi Bithaaya
Teri Zulf Bhi Sawaari
Wohi Pyaas Hai Nazar Ki
Wohi Dil Ki Bekaraari
Teri Deed Se Tasalli
To Na Ho Saki Hamaari
Teri Deed Se Tasalli.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kiska chehra jagjit singh lyrics, Chitragupta hindi songs, Meri duniya hai tujhme kahin lyrics, Asha bhole songs, Kiska chehra jagjit singh alka yagnik, Jagjit singh songs, Jagjit singh ghazals, Kiska chehra jagjit singh, Kiska chehra jagjit singh hd 1080p, Namrata shirodkar songs, Lata mangeshkar hit songs, Kavita krishnamurthy songs, Meri duniya hai tujhme kahin female version, Meri duniya hai tujhme kahin male, Vaastav movie songs, Jatin lalit hit songs