Teri Dafli Meri Paayal Lyrics | Kasam | Sadhana Sargam, Kumar Sanu | Viju Shah

Teri Dafli Meri Paayal Lyrics | Kasam | Sadhana Sargam, Kumar Sanu | Viju Shah

Teri dafli meri payal ho teri dafli meri payal
Bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat
Ho rab jane hai kya baat
Ho meri dafli teri payal ho meri dafli teri payal
Bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat
Ho rab jane hai kya baat

Teri dafli ki dam dam se teri dafli ki dam dam se
Teri payal ki chum chum se teri payal ki chum chum se
Sangeeton ki in geeton ki sangeeton ki in geeton ki
Hoti hai barsat ho rab jane hai kya baat
Ho rab jane hai kya baat

Jab tak mera saath na de tu
Jab tak mera saath na de tu
In haatho pe haath na de tu
Khali khali suni suni khali khali suni suni
Lagti hai har baat ho rab jane hai kya baat
Ho rab jane hai kya baat
Teri dafli meri payal ho meri dafli teri payal
Bajte hai ik saath ho rab jane hai kya baat
Ho rab jane hai kya baat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *