Choti choti bate yuhi aate jate
Yade sahlake jati hai
Rato ko sirhane basi muskane
Mujhko sula ke jati hai
Jinda nahi hai hum itna batao lekin
Hum fir mile kyu hai
Tujhko bhula na pau
Tujhko bhula na pau
Ye silsile kyu hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahate nahi hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahate nahi hai
Maine nahi jana tune nahi jana
Jane anajane jo hua
Kuch to hua jo mujhko hua na
Tujhko magar kyu hua
Galti nahi hai teri
Galti nahi hai meri
Dil bhi gile kyu hai
Tujhko bula na pau
Tujhko bhula na pau
Ye silsile kyu hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahate nahi hai
Sab kuch wahi hai par kuch kami hai
Teri aahate nahi hai
Sab kuch wahi hai

